Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pe,

Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya,

Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane K Hr Andaaz,

Jab Chaha Hansa Diya Jab Chaha Rula Diya,

Dil B Us Ka Tha Pyar B Us Ka Tha,

Jab Chaha Mera Naam Likha Jab Chaha Mita Diya.