Kyun tu acha lgta hai,, wqt mila to sochain gay..
Tjh me kya kya dikhta hai,, wqt mila to sochain gay..
Sara shr shnasai ka dawaydar to hai lkn!!
Kon hmara apna hai wqt mila to sochain gay..
Hm ne usko likha tha kuch milne ki tdbeer kro!!
Usne likh bhaija hai wqt mila to sochain gay..
Mosam,khushbu,bad-e-saba,chand,shafaq aur taaron main!!
Kon tmhare jaisa hai wqt mila to sochain gay..
Ya to apny dil ki mano ya phr dunya walon ki!!
Mashwra uska acha hai wqt mila to sochain gay..
Kyun tu acha lgta hai!! wqt mila to sochain gay..
Wqt mila to sochain gay..