manzil na day chirag na day hoslaa tu day
tinkay ka hi sahi too maghar aasra tu day
beyshak meray naseeb pe rakh apna ikhtayar
lakin meray naseeb main kiya hai bata tu day