zara thehro…!

chale jana…!

muje kuch tum se kehna hai,

bohat waqt nahi lena,

mukhtasir c baat krni hai,

na dukh apne sunane hain,

na koi faryad krni hai,

na yeh maloom krna hai k ab halaat kese hain,

tumhare hum-safar thay jo tumhare sath kese hain,

na yeh maloom krna hai tere din raat kase hain,

muje bass itna kehna hai,

muje tum YAAD atay ho…!

bohat hi YAAD atay ho…!