woh jiss ki deed may lakhooon masaratain pihhannn
woh husn jiss ki tamanna may janatain pinhannn

shabab jis se takhayyul pe bijliyaan barsen
waqar jis ki rafaqat ko shokhiyaan tarsen

ada-e-laghzish-e-pa parr qayamaten qurbaaN
bayaz-e-rukh pe sahar ki sabahaten qurbaN.