Ajza

MEAT (MUTTON) ::: 1 KILO
OIL YA GHEE ::: 125 GRAM
LEHSAN :: 6 PIECES
ONION ::: 250 GRAM
TOMATO :::: 100 GRAM
SALT ::: AS U LIKE
HALDI ::: THORE SE (LITTLE ONE)
RED CHILLI :::: 2 SPOON

Tarkeeb:

sab sey pehley gosht ki jes size ki aap chahtey hain booteyan bana lein.onion key chelkey (uper side) alag ker key 1 inch square key pieces bana lein. en ko oil main red ker lein. phir gosht, chillies, tomatos, haldi, aur salt dal ker bhoonein. zara sa pani shamil ker lein. aur ouper dhakkan dey ker halki aanch per pakney dein. 45 minutes key bad mazeed halki ker dein.
es dooran lehsan ko bareek kat ker es main shamil karein. after some time jab gosht gal jaey tou bartan ko aag sey utar lein. aur dish main nikal ker ””salad” key sath pesh karein, ya khud estemal karein.
umeed hai aap sab issay pasand karein gey, aur pakaein gay aur phir mujhe khelayein ge