Teri dosti hum is tarah nibhayein ge
Tum roz khafa hona hum roz manayein ge
Par maan jana hamare manane se
Warna ye bheegi palkein le kar kahan jayein ge