Aap ka ashiyana dil mein basaya hai,
apki yado ko sinay se lagaya hai,
pata nahi yaad apki hi kyu aati hai,
dost to hamne auro ko bhi banaya hai.