Woh dil hi kya jo tere milan ki dua na kare,
Main tujhko bhool kar zinda rahun khuda na kare,
Rahega tera pyaar mere saath zindagi bankar,
Yeh aur baat hai ki meri zindagi hi wafa na kare.