Reh na paoge bhula kar dekh lo,
Yakin na aaye toh aajma kar dekh lo,
Har jagah mehsus hogi meri kami,
Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo.