Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai,
Jhuki nigaah ko ikaraar kehte hai,
Sirf paane ka naam ishq nahin hota,
Kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.