Koi dost naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
Juda hona to kismat ki baat hai,
Par judai ka matlab bhulana nahi hota.