Ye shayari likhna unka kaam nahi,
Jinke dil aankhon mein basa karte hai.
Shayari toh voh sakhas likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai.