AJEEB THA
Kabi tarap utha mri aah se Kabi ashk se na pighal saka
Sar-e-rah mila wo agr kabi
To nazr chura k guzr gia
Wo uter gia mri ankh se Mry dil se kiu na uter saka
Wo chala gia jaha chor k
Main waha se phir na palat saka
Wo sambhl gia tha faraz mgr
Main bikhr k phir na simat saka.