Chahat main kisi ka imtihaan na lena,
Jo nibha hi na sako wo waada na dena,
Jiss ko tum bin jeene ki aadat hi na ho,
Usse kabhi jeene ki dua na dena.