Tumne mujhe rulaya,
Gamke samundar mein dubaya,
Sukun chain chin liya,
Har ghari ruswa kiya,
Tumhari gustakiyo ko har bar maaf kiya,
Yakin karke mere dard ko siya,
Mout se bhi barkar saja diya,
Na jine diya, na marne diya,
Srif barbar taklif diya.