Kabhi jis dil mein naam hamara dhadakta tha,
Jin aankhon mein kabhi hamare hi sapne hote the,
Jin hothon par har waqt hamara hi naam hota tha,
Aaj wahi dil, wahi aankhe, wahi sab begane se lagte hain.
Shayad woh dil ki kasti ko naya manjhi mil gaya,
Apna kya, hamne to kinare se dosti kar li.