Haseen chehre par,
Kabhi aetbaar na karna,
Tod dete hai dil,
Kabhi pyaar na karna,
Hai guzarish doston se meri,
Mar jaoge woh na aayenge,
Kabhi intezaar na karna.