Mohabbat ka ajeeb karobaar hum ne kiya,
Woh bewafa sahi magar pyaar hum ne kiya,
Agar woh chor gaya toh mat kaho bura ussko,
Qasoor uska nahi aitebaar hum ne kiya.