Na pooch meri sabr ki inteha kahan tak hai,
Tu karle sitam jahan tak teri takat hai,
Wafaa ki umeed jinhe hogi unhe hogi,
Humein to dekhna hai tu bewafaa kahan tak hai.