Jin aankhon mein unka pyaar basa tha,
Aaj unhi ke liye baraste dekha hai,
Kabhi unke sath har pal guzara tha,
Aaj unke liye khudko taraste dekha hai.