Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Usse pana nahi meri taqdeer mein sayad,
Phir bhi har mod pe ussi ka intezar kyon hai ?