Unke bewafai par wafa hum karenge,
Yaad ko unki dil se juda hum karenge,
Itna chaha phir bhi yakeen nahi,
Aise zindagi jee kar kya karenge.