Kitni jaldi ye mulaqat guzar jati hai,
Pyaas bujhti nahi barsat guzar jati hai,
Apni yadoon se keh du na aya karein,
Neend atti nahi aur raat guzar jati hai.