Sapno ke duniya mein,
Har sapna ho suhana tumhara,
Har khushi mile tumhe,
Pyaar se saje har safar tumhara,
Muskurati raho tum sada,
Hassi se bhara ho jeevan tumhara,
Sare jahan ki mohabbat mile,
Chahat se bhara ho har lamha tumhara,
Chalna har sahai raaste pe tum sada,
Aankh khule toh ho jaye khuda tumhara.