Baat aise ho ki jazbat kam na ho,
Khayalat aise ho ki gam na ho,
Dil ke koney mein itni jagah rakhna,
Ki khali khali sa lage jab hum na ho.