Pyasi nigaho ne harpal unka dedar manga,
Jaise amavas ne har raat chand manga.
Ruth gaya woh Khuda bhi humse,
Jab humne apni har dua me unka saath manga.