Lehar ati hai kinare se palat jati hai,
Yad aati hai dil mein simat jati hai,
Faraq itna hai ki lehar bewaqt aati hai,
Aur aap ki yaad har waqt aati hai.