Is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa,

Hay meray liye saya-e-dewar meri maa,

Nafrat k jazeron say mohabbat ki hadon tak,

Bus piyar hay han piyar hay bus piyar meri maan.