Woh aaye hamare dil mein yeh khuda ki khudrat hai,
Kabhi hum apne zakhmi dil ko dekhe,
Ya phir unke hassen nazroon mein marham-e-hayat dekhain,
Ae hamain zindagi kuch toh de mashwara,
Main kaha jaun hota nahi faisla,
Ek taraf uska ghar ek taraf maigadha.