sab se chupa kar dard jo woh muskura diya
Jun.23, 2015 in
Urdu Misc Poetry
sab se chupa kar dard jo woh muskura diya
us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya
lehje se uth raha tha har ik dard ka duhan
chehra bata raha tha ke kuch ganwa diya
aawaz mein therao tha aankhoon mein nami thi
or keh raha tha ke mein ne sab kuch bhula diya
jane kya us ko loghon se thi shikayatein
tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya
khud bhi voh hum se bichar kar adhura sa ho gaya
mujh ko bhi itne loghon mein tanha bana diya….
Related posts:
- Suno Acha nahi LaGta suno achha nahin lagta karay jab tazkira koi karay jab tabsira koi tumhari zaat ko khojay tumhari baat ko sochay...
- chalo tum kah rahe ho to.., chalo tum kah rahe ho to.., mai wapis lout jata hoon.., tumhain manzil mubarak ho.., naya saathi mubarak ho.., magar...
- Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala sacha Pyar Mila Hai….♥ Guzar rahi hai...
- Zindagi qaid e musalsal k siwa kuch bhi nahi Zindagi qaid e musalsal k siwa kuch bhi nahi Kiya tha jurm-e-wafa iss k siwa kuch bhi nahi Jeenay ki...
- bohat yaad mujh ko aati ha maa bohat yaad mujh ko aati ha maa main pehron hoon roti bohat hoon main kurhti main dhoondti hoon us ko...
- kisi ko hum se hain chand shikve, kisi ko behad shikaitain hain kisi ko hum se hain chand shikve, kisi ko behad shikaitain hain Humarey Hisay main sirf apni safaiyaan hain, wazahatain...
- Kyun tu acha lgta hai,, wqt mila to sochain gay.. Kyun tu acha lgta hai,, wqt mila to sochain gay.. Tjh me kya kya dikhta hai,, wqt mila to sochain...
- اک تو شوقِ سفر بھی رکھتے ہو اک تو شوقِ سفر بھی رکھتے ہو اور نگاہوں میں گھر بھی رکھتے ہو چھوڑ ساحل کو بھی نہیں سکتے...
- Lagta hai Mera Khuda Meharban Hai Mujh per Lagta hai Mera Khuda Meharban Hai Mujh per Meri Duniya Main Teri Mojudgi Yunhi To Nahin…....
- Aey RAB-E_KAINAAT Aey RAB-E_KAINAAT Me TERAY Poshida Namo K Wasily Se Or Teri Is Bazurgi K Wasty Se Jo Jalal-o-Azmat k Pardon...
- mere chalak hone tak…. samj jata hon lkein dair se mei dao pech uske…. wo baazi jeet jata hai mere chalak hone tak…....
- Suno! Tum Azm Walay Ho Suno! Tum Azm Walay Ho Bala Ka Zabt Rakhtay Ho Tumhain Kuch Bhi Nahi Hoga Magar Dekho Jisay Tum Chhoray...
- Faraz ab koi sauda koi junoon bhi nahin Faraz ab koi sauda koi junoon bhi nahin magar qarar say din kat rahay hoon yoon bhi nahin lab-o-dehan bhi...
- saaz e hasti ki sada gor se sunn saaz e hasti ki sada gor se sunn q hy ye shor bapa gor se sunn din k hangamon ko...
- Bohat aasan nahi hota judai mangtay rehna Mohabbat ki asiri say rehai mangtay rehna Bohat aasan nahi hota judai mangtay rehna Zara sa ishq kar lena,zara si...
- woh sach kahay na kahay aitbaar karna hai wafa mein ab yeh hunar ikhtayaar karna hai woh sach kahay na kahay aitbaar karna hai yeh tujh ko jagtay...
- Meri Zindagi Ki Khushiyaan Tum Sey Hain Wabasta Meri Zindagi Ki Khushiyaan Tum Sey Hain Wabasta Rub Sey Sirf Tumhin HI Mangna Acha Lagta Hai, Hamarey Darmiyaan Chal...
- Ghar b unkay leay zindaaaan hua kertay hain……… Faaslay qurrab ke pehchaaan hua kertay hain….. Baysabbab loag parayshaaan hua kertay hain….. Yeh haqeeqat hai jahaaaan tooot k chaaha...
- Kaha tha na? mana lena Kaha tha na? mana lena, Agar main rooth jaaon to. Kaha tha na? bula lena, Agar main dur jaaon to....
- mein aasman se sitarey to la nahi sakta berha cherha k kia karon mohobbat ka izhar zara si baat pe ikhtetam kerta hon mein aasman se sitarey to...
- har shama bhuji rafta rafta har shama bhuji rafta rafta har khawab jala dherey dherey sheesha na sahee pathar b na tha dil toot gya...
- zindgi k Tmam warq Bikhr rahy hein meri zindgi k Tmam warq Najany kb koi andhi ura k le jae Mein kb tak dosro...
- tanaai me mujhe aksar dosto ki yaad aati hai. tanaai me mujhe aksar dosto ki yaad aati hai. dosto ke sath bitaye un lamhoo ki yaad aati hai. Aankhe...
- saath chhor diya zawal e zindagi mein sitaron ne saath chhor diya saba chali to chiragon ne saath chhor diya mila jo moqa...
- آدھا تیتر آدھا بٹیر سنو یہ فخر سے اک راز بھی ہم فاش کرتے ہیں کبھی ہم منہ بھی دھوتے تھے، مگر اب واش...
Advertisement