Tujhe kya maloom kya se kya hua hoon main
Bas itna jaanley k teri ik dua hoon main
Jo kheench lati hai mujhko janab janib
Teri woh deir pa sada hoon main
Teri talash main tou khud hi hogaya tha gum
Tu mujhe milgaya tou khudko mila hoon main
Hath yeh thaam k chalna na bhatak jaoon main
Tere is shehrey mussrat main kucch naya hoon main
Kathin safar hai tou kya raah andheri hai tou kya
Teri har raah main jalta diiya hoon main