Rista ulfat ka yun nibhaya jata hai,
Ashk pi kar bhi muskuraya jata hai,
Aise bhi modh aate hai zindagi mein,
Kisi ki khatir khudko mitaya jata hai.