Chahoo jo meri khataoon ki saza do mujh ko
Per khata kya hai zara itna bata do mujh ko

Mainey chaha tha tumhein aisey tu aakhir kyun kar
In wafaoon ke siley aisi wafa do mujh ko

Bhoolna tum ko hamarey liye namumkin hai
Jo ho sakey toh sanam tum hi bhula do mujh ko

Ab agar soch hi lia hai jo qata ka “saair”
Mein mar hi jaaon koi aisi saza do mujh ko