“””Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay,,,

“””Jab Chaha Yaad Kiya
Jab Chaha Bhula Diya,,,

“””Janta Tha Woh Muj Ko Behlany K Har Andaaz,,,

“””Jab Chaha Hansa Diya
Jab Chaha Rula Diya,,,

“””Dil Bhi Us Ka Tha Pyar Bhi Us Ka Tha,,,

“””Jab Chaha Mera Naam Likha Jab Chaha Mita Diya,,