Kuch bikhare sapno se ankhon mein nami hai,
Ek chhota sa aasma aur umido ki zamin hai,
Yun to bahut kuch hai zindagi main,
Sirf jo apna hain uski kami hai.