Nind apni bhula ke sulaya humko,
Aansu apne gira ke hasaya humko,
Dard kabhi na dena uss khuda ki tasvir ko,
Zamana ma-bap kehta hai jinko.