Wo so jata hy aksar hume yad kiye bagair

Humen neend nahi ati unse bat kiye bgair

Kasur unka nahi kasur to hamara hy

Unhe chaha b to unki ijazat liye bagair