Aap ko bhulana fitrat nahi hai hamari,
Dur rahna mujburi hai hamari,
Jiney ke liye sans hi kafi nahi,
Aap ka hona bhi jarurat hai hamari.