Yeh duaa hai tumhari zindagi sanwar jaye.
Har nazar mein bas pyar nazar aaye.
Tumhe jis ki talash hai, khuda kare…
Woh khud tumhari talash mein aaye