Is kadar humari chahat ka imtihan na lijiye,

Kyon ho humse khafa ye biyan to kijiye,

Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,

Yun sms na bhejkar humain saza na dijiye