Koi Dost Aisa Banaya Jaye,
Jiske aansuon ko palko me chhupaya jaaye!,
Rahe uska mera rishta kuch aisa,
ki agar wo rahe udass to humse bhi na Muskuraya jaaye.