Ek Hasti hai jo Jaan hai Meri,

Jo Aan se barh kar Maan hai Meri,

Khuda Hukum dai to kar don sajda usay,

Kyon k woh koi aur nahi MAA hai meri.