Maa woh hai jo humko itna pyaar karti hai ki,
kabhi kabhi hum khud uss pyaar ko samajh nahin pate.
Maa woh hai jo humko ehasaas dilate hain ki hum kitne aache hai,
humse accha aur koi hain hi nahin.
Maa woh hai jiski khushi hamari hasi se hia,
jiska dukh hamare dukh se hai.
Maa woh hai jiske bina hum jee nahin sakte.
Maa…
Maa sab kuch hai, Happy Mother’s Day