mujhe guman hai chaha hai mujhe zamaney ne faraz…
main har ek ko aziz to ho magar zaroraton ki traha

Apni halat ka khud ehsas nahin mujhy
Main ne aurron see suna hai pereshan hoon main

Tu idher udher ki baat na kar Yeh bata kahan luta kafla..
Mujhe rahzan say gila nahin teri rehbari say sawal hai..

Kaise ajeeb loog hain Tere shaher main Mohsin…
Shoq-e-dosti to rakhty hain magar nibhana nahi janty…..

Jo Teri Nazer se Guzer jaya krtey hain
wo Sitarey akser toot jaya krtey hain

Kuch LOG Derd ko byaan nhi krtey
Bs chup chap Bikher jaya krtey hain!

Meri yeh adat nai k kisi kOoo haal-e-Dil sunaun….
Par takleef bhi bohat milti ha Raaz-e-Dil Chupany sy ….:(

Misaal-E-Muntashir hain humain thaam k rakhna Ghalib
Hum teray haathoon sy Choothain tou bikar jayen gain

hum raz ko raz hi rakhte to acha hota faraz…
muhabbat ka bata kar unhe magror BANA diya..

برباد کرنے کہ اور بھی رستے تھےفراز
نہ جانے اسے محبت کا خیال کیوں آیا

Wo Tou Baarish Ki
Boondai ’n Dekh Kr
Khush Hota Hy

Us Ko Kia Maloom k
Hr Girny Wala Qatra
Paani Nahi Hota …

teray hotay howay mehfil mein jlatay hain chragh
log kya sada hain soraj ko dikhatay hain chragh

wo jisay nind kaha krtay hain sb chain ki nind
wo teray bad kbi ankh mn utri hi nahi

hm sy mohabton ki numaish na ho sky gi
bs itna jantay hain tmhein chahtay hain hm

lainein kt’ti rahin lfz bdalnay k sbab
koi tehreer,musalsal nahi honay pai
hasil-e-umr…..chand adhoray khakay
koi tasveer mukamal nahi honay pai…

Wafa mai ab yeh hunar ikhtiyaar karna hai
Wo such kahey na kahey aitbaar karna hai

Terey Baad Yoon Badli Hai Tabiyat Mairi
Khushi Detey Hain Gham Ke Qissey Mujh Ko ….!

Buss aik shaam bari khamsoHi say toot gaya
Humain Jo maan teri Dosti pay rehta tha:(:(:(:(
حسیں یادوں کہ کچھ موسم اسے ارسال کرنے ہیں فراز
سنا ہے شب کو تنہائی اسے سونے نہیں دیتی

na haath thaam skay na pkkr skay daa,mmn
bohht kreeb say utth kr chlla gya koyi

مانا کہ تم گفتگو کے فن میں ماہر ہو فراز
وفا کے لفظ پے اٹکو تو ہمیں یاد کر لینا

baat khulnay pr woh lay betha puraani ranjhishain…
aisa lggta hay k woh mujh say hffa phlay say tha

حادثے کیا کیا تمہاری بے رخی سے ہو گئے
ساری دنیا کے لئے ہم اجنبی سے ہو گئے
گردش دوراں زمانے کی نظر آنکھوں کی نیند
کتنے دشمن ایک رسم دوستی سے ہو گئے

tu Jo kehta hai k tere jesay kaai Or b hain
tujh Ko dawa hai to phr khud sa dikha aik b shakhs !!!

اب نیند سے کہہ دو ہم سے صُلح کر لے فراز
وہ رُوٹھ گئے جن کے لئے ہم جاگا کرتے تھے

phr youn hua k raastay yukja nahi rhy
wO b ana parast tha main b ana parast

Bas aik tujh he ko nahi khona chahtay thay lakin
Hum nay bas tujh he ko ganwaya aur gawaya kuch bhi nahi..:(:(:(

Judaai zehar hoti hai
Magar hai qurbaten ghamgheen

Dhali jaati hain raatain youn
Jyun aansu ho koi namkeen

Falak par kyun nazar thehri ?
Kyun kagaz aanch dete hain

Na lafzon me hai ab garmi
Chalo koi baat karte hain …..

paray hain surat e naqshe qadam na chair humein
hum aur khaak main mil jain gay uthane see

Ajeeb Shesha Gar Hain Taray Shaher kay Log Faraz
Muramat Kanch ki Kartay hain Pather kay Auzaron say

faseel-e-jisam per tanee hay karb ki chaader
hum ahl-e-derd say poocho Zindgee kia hay !

ab k wo bechry to ye iltja kron ga “saqi”
bin apne jeeny ka koe andaz to sikhata ja

kabhi kabhi yaadon k pur skoon lamhe
qasam khuda ki bohut be qarar krte hain

bare wasooq sy dunia faraib deti hai
bare khaloos sy hm aitabar krty hain

milta tha wo mujhe pal pal k faraq se
phir rafta rafta farq ye saalon pe aa gea

phir youn hwa k aankh sy aansoo nikal pary
chehra kabhi jo uska khyaloon main aa gea

hm neend k shoqeen zyada nahi lekin
kuch khwab na dekhain to guzara nahi hota

guzre hain aaj ishq main hm us muqam se
nafrat si ho gae hai muhabbat k naam se

tery fraq k lmhy shumaar krte hue
bikher chaly hain tera intzar krty hue

tujhy khaber he nahe k bikher gya hai koe
muhabbtoon ko bohut paedar krty hue

Ikhlaas ki jaagir ko hum ahl_e_mohabbat
taqseem tu kar daytay hein becha nahi kartay

Khawaab Aur Haqeeqat Main Farq Shayed Itna Hay
Khawaab Toot Jata Hay, Haqeeqat To’d Deti Hay.

mujh ko agerchy chehra shnaci ka zo’am tha
mushkil ye aa pare k adakar wo b tha

MUTASR HM b NAHE hote itni jaldi kisi sy mager
kuch logon ko dil main uter jany ka fan aata hai

swaal uthanay ki tufeeq bhi ussay ki atta
swaal hi main jo saaray jwaab rkhta hay
main saabiron k qbeelay so mggr mera rbb
woh mukhtsib hay k saaray hisaab rkhta hay

bicchra hay jo ik baar to miltay nhi dekha
iss zkhhm ko hm nay kbhi siltay nhi dekha
yk lhht girra hay to jrr say hay ukkhr gya
jis pair ko aandhi nay bhi hiltay nhi dekha

وہی سرد مہری مزاج میں، وہی بے مہر سی نگاہ بھی
یہی اس کے طور عجیب تھے، وہ جو بن گیا میرا خیال سا

bay sbbb hi gila kiya wrnaa
kon khud ko gllt smjhta hay?

یادوں کا چاند ، غم کا کنول ، حسرتوں کے داغ
ہر چیز بجھ گئی ہے مگر جل رہے ہیں لوگ
کاندھوں پہ سر نہیں تو ہتھیلی ہی دیکھ لو
کس آبرو سے رونق ِ مقتل رہے ہیں لوگ

یونہی روز ملنے کی آرزو بڑی رکھ رکھاؤ کی گفتگو
یہ شرافتیں نہیں بے غرض اسے آپ سے کوئی کام ہے

اک عمر ہُوئی میں*تو ہنسی بھول گیا ہوں
تم اب بھی مرے دل کو دکھانا نہیں بھولے

ابتداء یہ تھی کہ میں تھااور دعوٰی علم کا
انتہا یہ ہے کہ اس دعوٰی پر شرمایا بہت

ایک محبت کافی ہے
باقی عمر اضافی ہے
کہتا ہے چپکے سے یہ کون
” جینا وعدہ خلافی ہے

گفتگو کسی سے ہو تیرا خیال رہتا ہے
ٹوٹ ٹوٹ جاتا ہے سلسلہ تکلم کا

“Mohsin says”
Bikney Waly Our bhi hain Ja kar Khareed lo
“Mohsin”
Ham log Qeemat Se Nahen,Qismat Se Mila kartey Hain.

Faraz replied 2 Mohsin
Agar chahoon tu aik nigah mein Khareed Loon usko
Faraz,
Jis ko naaz hai bhot K bikta nahi hoon main.!

Wasi Replied to Faraz
Bohat naz hai tujko teri is nigaahe ulfat per,
Wasi
Magar hum wo nahen pyare jo nigahen chaar krte hain