saaz e hasti ki sada gor se sunn

q hy ye shor bapa gor se sunn

din k hangamon ko beqaar na jaan

shab k pardon may may hy kiya gor se sunn

chartey sooraj ki ada ko pehchaan

dubtey din ki nida gor se pehchaan

q tehar jatey hyn darya sar e shaam

ruh k taar hila gor se sunn

yaas ki chaoun may soney waley

jaag our shor e dra gor se sun

khamoshi hasil e mosiki hai

nagma hy nagma numa gor se sunn..