Kabhi yad Aye tou poochna
Jun.23, 2015 in
Urdu Misc Poetry
Kabhi yad Aye tou poochna
zra apni khalwat-e-shaam se,
Kisey ishq tha teri zaat se?
kisey pyar tha tere naam se?
Zara yad kar, k wo kon tha?
Jo kabhi tujhy bhee azeez tha,
Wo jo jee utha tery naam se,
Wo jo marr mita tere naam se,
Hamein berukhi ka nahin gila,
k yhi wafaon ka hai sila,
Mgar Aisa jurm tha konsa?
Gaye hum dua-o-salam se,
Na kabi visaal ki chaah ki,
Na kabi firaaq mein aah ki
K mera tareeqa-e-bandagi,
hai juda tareeqa-e-aam se…..!!
Related posts:
- Self-made Logon Ka Almiya – by Amjad Islam Amjad روشنی مِزاجوں کا کیا عجب مقدر ھے زندگِی کے رستوں میں بِچھنے والے کانٹوں کو راہ سے ہٹانے میں ایک...
- woh sach kahay na kahay aitbaar karna hai wafa mein ab yeh hunar ikhtayaar karna hai woh sach kahay na kahay aitbaar karna hai yeh tujh ko jagtay...
- Chai her simt be dili kitni Chai her simt be dili kitni Hogai dorr zindagi kitni Kitna arzan he ajkal insan Or her shay giran hui...
- Toot Ker Bikherey Tou Yeh Ehsaas Hua.. Toot Ker Bikherey Tou Yeh Ehsaas Hua.. Har Ek Shakhs Se Mukhlis Hua Nahi Kertey.. Yahan Masoom Chehrey Loot Letey...
- koi Ilzaam laga kar Tou saza di Hoti. koi Ilzaam laga kar Tou saza di Hoti…… Phir Mari Lash sar-e-Bazar jala di Hoti…… Itni Nafrat thi to PYAR...
- Khalayoun main sitaarey jaagtey hain Khalayoun main sitaarey jaagtey hain zameen par dukh hamarey jaagtey hain Kuraido naa hamaari raakh logon abhi gham k sharaarey...
- wafa ke waday wo saray bhula gaya chup chap wafa ke waday wo saray bhula gaya chup chap wo mere dil ki deewarein hila gaya chup chap ghum e...
- KHUDA WOH WAQT NA LAAYE Khuda woh waqt na laaye keh sogwar ho too Sakoon ki neend tujhay bhi haraam ho jaye Teri musarat-e-paiham tamam...
- mera qatil oonhe dekh zaar zaar roya nishaan dekhe mere lahoo k apne ashqon main mera qatil oonhe dekh zaar zaar roya supurde -khaq ho gaye jab...
- Usay mEre haal ki khabar nahi, Usay mEre haal ki khabar nahi, Ya dua mein meri asar nahi, Mujhe darpaish dho0p ki musafatain, Meri raah mein...
- Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dur Mujhey Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dur Mujhey Zindaan Ke Baad Raas Na Ayega Ghar Muhjey Umeed-e-Zindagi Nahee Ae Charah Gar...
- A mother casts her dreams into the sea; A mother casts her dreams into the sea; We, the words sent bobbing towards the sun, The eggs of stone,...
- یہ بھی تو بچے ہیں کبھی تو فرصت کے موسموں میں کسی بڑے شہر کی نکڑ پہ کچی بستی کے سہمے سہمے ننھے بچوں کے...
- Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha Labon pay harf na hi koi sawal rakhta tha Kabhi main zabt main itna kamal rakhta tha Khaber kahan thi...
- Wo Mery Shehr men “Phir” Qatl_e_aam krva kr,,, Wo Mery Shehr men “Phir” Qatl_e_aam krva kr,,, Ajab Shan se betha hay Sogwaaro’n men… wo qatal kr k mujhe...
- Magar jo wo boli to us k lehjay main wo thakan thi Gulaab chehray pay muskuraahat Chamakti aankhon main shoakh jazbay Wo jab bhi college ki serhion say Saheelion ko liay utarti...
- تمہاری نیک نامی سے مری رسوائی بہتر ہے جہاں لکھنا سیاست ہو ، جہاں پڑھنا سیاست ہو جہاں محفل میں سارے ہم زباں بلوا ۓ جاتے ہوں جہاں جھوٹوں...
- اندھیروں کو لبادہ دے مسافر مانگیں، جادہ دے اندھیروں کو لبادہ دے غریب آرزو ہیں جو انہیں اتنا زیادہ دے ہمیں جانا بہت آگے...
- tumhain jana zarori hay tumhain jana zarori hay chalo phir is terhan ker lo tum apnay rastay ho lo naae manzil koi dhondoo naae...
- Chashm’e’num teri rawani se alag rehta hon Chashm’e’num teri rawani se alag rehta hon Ke mai aag hon pani se alag rehta hon Gumshuda shakhs hon mat...
- I think of you and miss you all the time When I Open My Eyes To See The Sun Rise I Think Of You. When I Hear A Robin Sing...
- Meri Pehchan Nikla Tha Tanha Aur Akela Duniya K Is Bheed Me Magar Yeh Saari Duniya Mujse Anjaan Thi Bheed Me Bahot...
- Mein Haqeeqat hun Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Mein Haqeeqat hun Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey Khud Jalaatey Hein Bana Kar Apna Parwaana Mujhey Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Housh...
- تمہیں جاناں اجازت ہے ۔ ۔ ۔ تمہیں جاناں اجازت ہے ۔ ۔ ۔ کہ ان تاریک راہوں پر تھکن سی خود میں پاؤ تو اندھیروں سے...
- جو ہم ہی سادہ وضع رہیں گے جو ہم ہی سادہ وضع رہیں گے تو بندے بن کے خُدا رہیں گے گر ہم نے اپنی نہ آنکھ...
Advertisement