zawal e zindagi mein sitaron ne saath chhor diya
saba chali to chiragon ne saath chhor diya
mila jo moqa mujhe unse baat karne ka
Mera naseeb k Lafzon ne saath chhor diya