Us par to bohat sajti hay khushi,

Usay kehna k muskuraya kare

Uski aankho mein nami achi nahi lagti,

Usay kehna gham mujhe de jaya kare,

Ye zindagi bohat taveel safar hay,

Usay kehna raston say na ghabraya kare,

uski Zindagi hamein aziz bohat hay,

Usay kehna logo ki nazro say khud ko bechaya kare.