Mohabbaton mein zara si kasak zaroori hai
Shikayaton ke gulon ki mahek zaroori hai
Koi sawal karoon main tumse toh naaraz mat hona jaan
Kyun ki sachche pyaar mein thoda sa shak zaroori hai